19/10/2026
Sab ko sirf pese nazer ate h ๐ฅบ mehnat kisii ko nhi dilhti ๐ฅฒ jitni mehnat ek order bnane me lagti h usse kahi zyada mehnat wahi chx agle ko sikhane m lgti h ๐ซ hath paker paker kr sikhana prta h ๐ญ apna time proper dena prta h ๐ฅฒ tmam ingridients ki preprations hrr chx khud se krni prti h phrr bh log kesi kesi bate keh jate h ๐ seedha haram khane wala hi bna dya ๐ฅบ๐ฅฒ had he yrrr me apni mehnat time ingridients hrr chx k charge krti h or ye mera haq h ๐ซ lekin kch logo ko ye bate smjhana bht bht mushkil h.. Allah inhe hidayat de ameen